Tuesday, August 21, 2012

Dua aur Amal (Tazzad)


AMAL


Be amal dil ho to jazbaat se kya hota hai
dharti banjar ho to barsaat se kya hota hai
hai amal lazim takmeele tamanna ke liye
warna rangeen khayalat se kya hota hai

DUA

Yeh Azam tera sae se dum saaz ho kiyon kar
Asbab na ho jama tu agaz ho kiyon kar
Asbab karey jama khuda hi ka hai yeh kam
Talib agar tu hai to Dua ka hi hai yeh kam.

No comments:

Post a Comment